Doston big boss ne big boss ke kuch favourite contestent ko choose Kara aur un sabko ek taske diya. Jisme un sabko sharukh Khan ke andaz me act karna tha. Aapko jana hai pura taske kya tha to aapko pura taske samjhana hoga.
Big boss ka kya taske tha ? Kaun kaun bana sharukh khan big boss ke ghar me ?
Dosto big boss ne ek taske diya tha. Jisme big boss chune huye favourite contestent ko sharukh khan ke jaise train me chad jana tha. Aur sabka alag alag buggi tha. Waha par totally 3 buggy thi. Pahle number me room number 2 tha dusre number par room number 3 and tisre number par buggy me 4 number room tha .
Room number in buggy ?
Pahle me Gautam vig the. Unko ek candidates ko choose Krna tha jo unke sath room share kare. Same ese hi dusre number ki buggy me mc stan the. Tisre number me sajid khan and abdu rochik the.
Gautam ne kiske sath room share kiya?
Dosto gautam bane the favourite contestent aur unko taske tha ki room ki aarange ment karni thi. Lekin gautam ke samne ye sawal tha ki wo kisiko choose kare kyuki unke pass bahut jyada option me tha. Lekin wo sab ko chhod kar gautam archana gautam ko choose karta hai. And unko apna room partner bana deta hai.
Why mc stan choose shalin bhanote?
Mc stan bhi apne favourite contestent ma role kar rhe the aur unko bhi choose karna do candidates ko. Ealiye unke samne sawal tha wo kisiko choose kare. Mc stan aur shiv ne dono ne soch ke shalin ko choose kiya. Lekin dekha jaye to pura mastermind shiv thakre ka tha. Aur unhone jinko jo name diya wahi choose kiya.
Mc stan choose his friend gori nagouri also. Because he feel good with her. Dono ek dusre ke liye hamesha support me rahte hai.
Sajid and abdu choose Ankit why?
Dosto room number 4 me unko bhi 2 logo ko select karna tha. Shiv ne apna dimag lagya pura aur usne pura socha kaise karke jo pahle se group hai unko alag karna hai. Kyuki aap dekhoge ankit and priyanka always sath baithte sote khate bat karte. Agar dono thoda alag rahenge to unke vicharon me alag pan aayega yehi soch ke shiv ne apna mastermind laga aur dono ko alag kara diya.
Sajid khan and abdu rochik choose Ankit and sumbul aur sumbul ko choose karna unka personal tha. Kyuki wo thoda sa ghar walo ko bat sunker esa manne lage ki wo shiv ki bat man rhe hai. And they blaming on him and saying you are following him. Aur shayad esa ho sakta hai. esliye sumbul ko choose kiya hai.
