Archana gautam ne mara thapad

Archana Gautam ko leke bahut jyada ne ho raha hai  big boss house ki aag me aaj aisa kar diya jo ki kisi ko bhi achha nhi lag raha hai.  Doston aapko aja ke episode me dekhne ko milne jisme archana Gautam is game se bahar ho jayegi ??  

Archana gautam jo ki mert ki neta hai aur apne bebak ke liye jani jati hai lekin. Aaj unhone abdu ka gussa kahi aur nikal diya hai. Jis doston bat kare raat ki jab ye sara hua tha aur uske baad se live feed bhi band kar diya gaya hai. 
Archana and shiv thakare fight


Archana ne kyu mara thapad ?


Doston archana gautam ka pahle se famous dialog hai jisme wo sab ko kahti hui firti hai aur aaj unhe shayad he hakikat me kar diya hai. Big boss ke khabari ki mane to dekha gaya hai. Big boss me ab archana ko ghar se bahar nikala gaya hai. Kyuki unhone shiv thakare pr hath uthaya tha.  

Archana ne shiv ko kyu mara tha thaapd ?


Doston raat ki bat hai jab Archana gussa thi abdu se aur wo abdu baht kuch suna Rahi thi. shiv thakare ne abdu ka support kiya and unka stand liya tha. Lekin ye archana ko pasand nahi aaya aur bato baton me unko ye sahan nahi hua. 

Archana ne gusse me aakar thapad mar diya tha. Aur iske vajah se archana gautam ko ghar se bahar nikal diya tha. Archana gautam ko shayd ab se unko direct ghar bhej diya jayega ya fir unko secret room me rakhenge. Pta nahi lekin kya hota hai. 

Big boss ka kya decision hoga ?


Aap sabh log comments krke btao kya hona chahiye . Kya big boss Archana gautam ko iski saja dega ya fir unko pura ghar se bahar nikala jayega. Ya fir un par police case hoga.
Prakash barfa

हैलो, मैं हूँ प्रकाश बरफा। मुझे शायरी पढ़ने का शौक है और मैं लिखता भी हूँ। इसलिए मैं उन उपयोगकर्ता के लिए एक सामग्री के रूप में बना रहा हूं जो शायरी भी पसंद करते हैं। मैं इस क्षेत्र में 2020 से काम कर रहा हूँ

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post