Mc stan kyon ho rhe hai pareshan

Mc stan hip hop ka ek bada name hai. Aap dekhoge to aapko pta chalega us bande is age me kya kya kar dala hai. Jo bhi bade bade artist hai sare log mc stan respect dete hai. 


Jab se mc stan big boss house me enter Kiya hai tab se hi apana andaz bata rhe ahi aur pune ka slang use kar rhe hai. Unke bare karne ka tarika aur smartness bhat dikhti hai. Lekin wo kisi ke sarh jyada der tak nahi uljhte hai. Lekin jinke sath uljhte hai jam kar aur achha jawab bhi de te hai. 

Mc stan, booba, mc stan shiv thakare


Mc stan kis bat se hai pareshn 


Mc stan aaj kal bahut jyada akele aur shant dikhayi de rhe hai. Mc stan ek aisa person hai jo sare ghar walo ko achhe se observe karta hai. Sath me wo dekhta hai ki kaise kon real hai aur kaun unke sath fake ban raha hai. Mc stan hamesha se hi fake logo se dur rahte hai. 


Lekin unke pareshani ki baat kare to , wo apne hi doston ke bich me fas gaye ahi unko lagta hai ek wo kisi ek dost ka side lenge to wo fir dusre sath bura ho jayenge aur ye chiz unke bich bht jyada hi Chubb rahi hai.  Mc stan ka itna sochna apne doston ke bich bht hi alag hai. 


Big boss me mc stan se kya kaha ? 


Mc stan jab bahut jyada hi dikhne lahe aur wo subah se khana bhi nahi kha rhe the tab unhone socha ke mc stan ko confession room me bulaya jaye . Aur jab aate ahi sari pareshani puchte hai. Jab big boss unke sare savalon ka jawab dete hai. 


Mc stan big boss ke answer suner hairan ho jata hai aur bahar aake bolta hai mene big boss jaisa achha insan nai. Dekha mera ek bar me hi dimag khol dala. Mc stan fir camara ke samne big boss ka thanks botle sunayi dete hai....!!

Prakash barfa

हैलो, मैं हूँ प्रकाश बरफा। मुझे शायरी पढ़ने का शौक है और मैं लिखता भी हूँ। इसलिए मैं उन उपयोगकर्ता के लिए एक सामग्री के रूप में बना रहा हूं जो शायरी भी पसंद करते हैं। मैं इस क्षेत्र में 2020 से काम कर रहा हूँ

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post