मराठी का शेर फिर से बना बिग बॉस हाउस का शेर | Big boss new captaincy taske

Hello guy's big boss new show me sare log ab dhire dhire khul ke samne aane lag gaye hai.  Big boss bhi ab logo ko unki galtiya aur unka game samjha raha hai. Aur ghar me thodi hal chal bhi dikhayi de rahi hai. Jisme saf saf dekha ja sakta hai team do groups me hai lekin unme se kuch group strong and kuch group bahut jyada weak hai. 


Who is captain of big boss house 

Big boss show


Abhi hal tak  second week ka captain Gautam hai. Aur iske baad new captaincy ko leke tast hai jisme Jo fight karega wo isko jeetega. Is bar shiv aur Priyanka ka name bahut jyada samne aa raha hai jisme lagta hai shiv thakre is taske ko jeet sakte hai. 


What is captaincy taske  ?


Big boss ke bade se house me bahut sare candidate rahte hai. Lekin in sab ko unka duties and responsibilities lene ke liye koi hona chahiye, kyuki agar ek kam nahi karega to sare log ese karenge. Esliye big boss ne each week new captaincy taske hota hai jisme Jo uske liye achhs taske performance dega wo isko Jeet jayega. 


What ks benifit of captain bigboss house 


Agar jo candidates big boss house me captain Banta hai. Usko bahut sare fayde hote hai. Jaise dekha jaye to usko Ghar ko koi bhi duty nanhi hoti. Usko iska ek personal room milega jisme wo akela rah sakta hai. Personal washroom milega.  Aur personal khane ki chize and sab ko duty and punish krne ka bhi right milta hai .


Who is next captain of Big boss house? 


Abhi do captain rah chuke hai. Sabse nimrit Kaur ghar ki pahli captain rahi thi. Unke baad dusre number par Gautam naye captain bane the. Dono ke bad ab third week me new captain shiv thakre bane hai. 

Shiv thakre and priyanka choudhary dono ke bich captaincy taske hua tha. Jisme Priyanka ko sanchalkon ne disqualify kar diya jiske reason par shiv thakre new captain of big boss ban gaye hai. 


Shiv thakare maratha big boss winner hai. Unko achhe se pta hai game kaise khelna hai. Esliye wo apne game ko achhe se khel rhe hai. Kuch ghar walo ko lagta hai wo chup chap baithe hai kuch time se lekin wo bas moka dhund rhe the. 


Prakash barfa

हैलो, मैं हूँ प्रकाश बरफा। मुझे शायरी पढ़ने का शौक है और मैं लिखता भी हूँ। इसलिए मैं उन उपयोगकर्ता के लिए एक सामग्री के रूप में बना रहा हूं जो शायरी भी पसंद करते हैं। मैं इस क्षेत्र में 2020 से काम कर रहा हूँ

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post