Hello dosto, Big boss ke new episode ke shuru hote hai. Kuch love light wale seen samne aane lag agye hai. Pta nahi kaise yaha par jate hi logo ka pyar me pad jana aur itna sab hone lag jata hai.
Who is salin bhanote?
Aaj hum bat karne ja rhe hai salin bhanote ki jo ki ek 39 year old TV serial actre hai. Unki shadi ho rakhi hai aur unka ek bachha bhi hai. Lekin unka divorce ho chuka hai .
![]() |
Kaun hai big boss ka favourite contestant?
Big boss kissing fight ?
Dosto aaj hum bat karne ja rhe hai big boss ke ese candidates jo aate hi drama bazi me piche nahi hat rahe hai. Big boss halaki har bar esi hi surkhiyon me bana rahata hai lekin is bar to bahut kam time me esa ho gaya hai.
Who kissed first in big boss 16 ?
Big boss me salin bhanote and Alfa girl sondariya dono ke bich ho rahi hai kuch to romance ki bate. Sondariya ne diya hai salin bhanote ko kiss 😘. Aap soch ke hairan honge do week me esa kya hua ke bat kiss tak pahuch chuki hai.
Big boss main salin aur sondariya dono exercise kar rhe the. Traidmill machine kam nahi kar rahi thi lekin salin ne thik karne ka koshsihs kiya. Esi bich me. Bola ke agar me thik kar deta hu to sondariya salin ko kiss degi". Esa hone ke baad salin ne koshish ki aur wo machine sahi ho gayi, iske baad " kiss deni padegi" bat hone lagi aur sondariya ne salin ko kiss kar diya. .
Big boss jo ek family show hai. India ka sabse jyada dekhe jane wala show bhi hai. Aapko ye soch kar hairani hogi ki is show ko dekh kar bilkul bhi nahi lagta ki ye family ke dekhne ke layak hai. Isme Jo chize hoti hai kahi bar limit me bahar ho jati hai..!!
