Big boss new show 16 all candidates

New big boss start ho gaya hai  aur jo log lambe samay se ek naye logo ke sath dekhne ka man mmain tha wo ab aapka pura hone ja raha hai . This new big boss show jisme sare candidate bahut hi alag hai aur bahut jyada interesting hai aur aapne bhi start kar diya hoga. 

Big boss 16, big boss ghar


Who is most favourite candidate big boss 16 


Big Boss season 16 sabse start hua hai . Tabhi se leke sabbk logo ke dimga me chal raha hai. Is bar kaise kaise log aa agye hai. Jisme bahut se chahte anjan hai aur alag alag jagah se hai . Sabhi alag alag background se hone ke karan aap log samjh sakte hai. Ksii ek ko best kahan muskil hai . Lekin aisa kah sakte hai , kuch log jinhe hum sahi bta sakte hai .


Who is playing good game in big boss 16 


Jab se Big boss new show start hua hai tabi se hi abhi candidates apni apni chal ko badal badal ke khel rhe hai lekin kuch log bhul gaye hai. Ye big boss ka show hai. Not their own life where they can make stupid things. Yes dosto is new show me aap dekhoge, kuch log bahut jyada ho fake ban rhe ahi aur sath hi kuch log bahut hi Jayda achbr ban ke rah rahe hai .

Kuch logo ka dekha ajye to dikha hi nahi de rhe ahi . Aur kuch log bas ladai karne se hi uper nahi aa rhe ahi kyuki unko abhi unka face dikhana hai .


Who is fighting for footage? 


Dekha jaye to Everybody is here for footage . Lekin kuch log hai jo is chiz ko kuch jyada hi le rhe hai. Jaise Archana gautam and soundarya dono hi hum kah sakte hai footage ke liye hi khel rahi hai .halaki sondariya jyada apne aapko saf dikhane me lagi hai. Wahi Archana gautam logo ko ulta bolne me lagi hai . Aur inko koi mylb nahi hai dekhne wale unke bare me kya soch rhe hai .


Big boss 16 kiska jalwa nahi dikha ? 


Big boss start huye kuch hi din huye hai .halaki hum in dino me itna jyada kuch bol nahi sakte hai.lekin. jis tarah se baki candidates ne apni face ko dikhaya hai usi tarah umid hai ke baki wale log bhi dikeh . Jaise Ankit , mc stan, gauri nagauri, miss india runner-up manaya etc. Log abhi tak apna kuch khas nahi dikha paye abi . Ye log apne real hone ka natak kar rhe hai. Ya fir kuch aur hi game hai he aage dekhne ko milega...


Prakash barfa

हैलो, मैं हूँ प्रकाश बरफा। मुझे शायरी पढ़ने का शौक है और मैं लिखता भी हूँ। इसलिए मैं उन उपयोगकर्ता के लिए एक सामग्री के रूप में बना रहा हूं जो शायरी भी पसंद करते हैं। मैं इस क्षेत्र में 2020 से काम कर रहा हूँ

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post