Who is first Evicted from big boss house

Dosto ! Big boss 16 ka two week complete ho gaye hai.  Aur big boss house game bahut hi achha lag raha hai . Logo ki mane to abhi naye naye logo ka game dekh ke lag raha hai is show me bahut jyada dhamal hona wala hai.  

Big boss 16  khabar ? 

Big boss first Evicted, shirijita


Aap sabhi jante hai big boss house jana bhi esi ke liye hi jata hai. Yaha aapko Ghar ghar ki fight dekhne ki milti hai aur asli personality dikhai deti hai which means, log asal me akise hote hai wo sara yaha dikhaya deta hai.  Big boss ke house me to kisi ka kuch bhi chal sakta hai. Fir bhi kuch log yaha aake bhul Jate hai. 

Big boss m two week complete ho chuka hai. Now first eviction will be held in house. Aapko jankar hairani hogi first' ksiko nikala gaya hai. 

Big boss 16 ke first nomination me  the  " mc stan, Gori nagouri, salin, Teena datta, shrijita Dey...etc 
Second week ke time par yehi candidate the nomination list me jinhe jide ghar se beghar hone ke liye choose kiya gaya tha. Aapko jankar hairani hogi ki isme me bahut sare log hai jo apni shadow se bahar hi nahi aaye hai lekin fir bhi game hai samil hai. 

Big boss is biggest fight area of India. Aapko pta hi hai yaha jo jitna dikhta hai usi ko yaha par rakha jata hai. Aur aap jante hai yaha par in me se kaun sabse jyada tv pe dikh rah ahai .

Who is first Evicted candidate from big boss 16?


Dosto aapko bta du. Wo pahla name jo side side ghar beghar ho gaya hai . Aur ab unka time big boss show 16 me khatam ho gaya hai unka name hai " shrijita Dey" ye bahut jani mani tv serial actress hai.  Lekin inka big boss show me  samay samapt ho gaya hai .

Kaun kaun Bach Gaya eviction se ?


Dekh jaye  to umid nabi thi jinke bachne ke wo bhi is game me hai samil. Big boss ka house bilkul hi alag tarah ka game khel Raha hai. Dekha jaye to mc stan abhi tak janta ki pahli pasand hai aur shayad aage bhi wahi rahega. Lekin  unka fayda yaha par Gori nagouri ko bhi haua bai. Halaki yaha par teena datta and salin jinko shayad ghar se bahar hona chahiye, lekin wo PTA nahi kaise Bach gaye hai. 
Prakash barfa

हैलो, मैं हूँ प्रकाश बरफा। मुझे शायरी पढ़ने का शौक है और मैं लिखता भी हूँ। इसलिए मैं उन उपयोगकर्ता के लिए एक सामग्री के रूप में बना रहा हूं जो शायरी भी पसंद करते हैं। मैं इस क्षेत्र में 2020 से काम कर रहा हूँ

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post