Priyanka ka popat kaun hai

Bacho jaise ladaiya karte hai big boss ke candidate 


Doston jab kisi  ke sath ladai hoti hai. tab hum kisi ko aur jyada chidane ke liye icuh kuch name aise bolte hai jisse samne wala aur jyada gussa hota hai. Aksar aisa dekha jata hai bachapna me ese  karte hai. Lekin aisa dekh gy hai recently episode me jo ki jisme dekha gaya hai. Jisme big boss house ke shiv thakare aur Priyanka ke bich hui thi.


Shiva thakare aur Priyanka ki ladai 


Shiv thakare aur Priyanka choudhary ki aksar ladai hoti rahti hai.  Aur AAP dekhoge ke Priyanka aur shiv is bat par ladai kar rhe the. Jisme unhe hone save karne ke liye bazzur dabaya. Lekin aaap dekho ke Priyanka khud ko  sahi bta Rahi thi aur khud ko smart move wali bata rahi thi. Lekin ye bat shiv ko sahi nahi lagi. Aur unhone dikhaya ki wo apne doston ke liye kaise stand lete hai. 


Shiva ne kise bola popat 


Shiv thakare aur Priyanka choudhary ke bich me is ladai me jo kabhi nahi bolne wale Ankit bhi isme akar kud jate ahi. Dekh jaye ankit ko iska sahi mtlb bhi nahi pta hota hai. Jaise hi wo bich me aate hai to shiv thakare unko popat bolne lag jaye hai.  


Is bat ko  leke bahut jyada jor se aawaj kar dete hai aur fir is bat par bhat jyada ladai ho jati hai. Aur unka ek name popat bar bar chilate hai. Jise priyanka bhi angry girl ban jayi haim ghar wale aake bich me sabko bachate hai.



Prakash barfa

हैलो, मैं हूँ प्रकाश बरफा। मुझे शायरी पढ़ने का शौक है और मैं लिखता भी हूँ। इसलिए मैं उन उपयोगकर्ता के लिए एक सामग्री के रूप में बना रहा हूं जो शायरी भी पसंद करते हैं। मैं इस क्षेत्र में 2020 से काम कर रहा हूँ

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post