Shalin bhanote chicken man

 Doston shalin bhanote kafi time se big boss me lagatar charch me rahte hai. Aur unka ek hi mudda rahta hia wo hai chickens do ! Chicken do ! 

Kyu chicken trending par hai big boss me 

Aap bhi soch rhe honge Aisa kya haim Bhai chicken! Aapko bta de! Shalin bhanote jo bhi ek tv serial actor hai. Aur bahut hi mane jane hai. Inko protein ko leker doctor ka kahna hai. Inko protein ki bahut jyada need hai.  Protein jyada lene se aisa kya hota hai. Agar inko protein nahi diya jaye ro kya ho sakta hai.

Shalin bhanote chicken, Chicken matter


Shalin bhanote kyu khate hai itna protein ? 


Protein khane ka sida ka mtlb hota hai. aapne muscle ko protein providt karna hota hai. Muscle ko protein need puri hogi to aapko body puri tarah se lean ho jayegi. Aur jo bhi fat loss aur weight gain karye ahi dono ko protein ki need hoti hai. 


Shalin bhanote ho gaye hai 40 sal ke aur unhe lagta hai bahut jyada protin kyuki wo karte ahi bahut jyada exercise aur kafi lambe samay se wo actor hai aur acting karni hoti hai. Jaise ke wo abhi big boss house me bhi kar rhe hai. Ye alag bar hai. Lekin aapko lambe time fir aur achha rakhne ke liye aapko achha protiyen lena bahut jyada jaruri hota hai.


Big boss candidates preshan hai shalin ke chicken se ? 


Doston , shalin bhanote ek to actor aur uper se reality show me bhi apni acting ko nahi chhodte hai. Aisa dekh jata hai.ki unhe shalin ko chickens ki need hai lekin pura chicken unko hi nahi diya jata hai  chicken ki bahut jyada bat rhate hai. Aur khud ko medical issues dikh kar shalin bahut jyada dikhawa karte hai. 

Esliye sare big boss house ke log inse pareshan ho rhe hai. Une chicken time par dene ke baad bi itna achha acting karte hai ki jaise unhe chicken nhi diya gaya ho. Aur bar bar big boss ko bolte dikhte haim

Prakash barfa

हैलो, मैं हूँ प्रकाश बरफा। मुझे शायरी पढ़ने का शौक है और मैं लिखता भी हूँ। इसलिए मैं उन उपयोगकर्ता के लिए एक सामग्री के रूप में बना रहा हूं जो शायरी भी पसंद करते हैं। मैं इस क्षेत्र में 2020 से काम कर रहा हूँ

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post